Jay : Mausi, ladka SATYAM mein kaam karta hai..
Mausi : Hai ram..!!! aur kahin try kar raha hai kya??
Jay : kahan mausi 2 saal SATYAM me rahne ke baad koi Company letikahan hai...
Mausi : Hi Raam to kya 2 saal se SATYAM mein hi hai..
Jay : haan socha tha 2 saal me salary hike hogi hi. Aajkal tosalary bhi jyada NAHI mil rahi hai use..
Mausi : To kya salary BHI KAM milti HAI..?
Jay : Ab appraisal bhi to asaani se kahaan hota hai mausi..
Mausi : Hai hai ...!! To kya appraisal bhi nahi hota uska..?
Jay : Senior se ladhai karne ke baad appraisal mein achhi ratingto nahin milti hai... mausi..
Mausi : To kya seniors se ladhta bhi hai..?
Jay : Ab 2 saal tak onsite jane ko na mile to ho jaati haikabhikabhi anban..
Mausi : To kya ab tak ek baar bhi onsite nahi gaya ..???
Jay : Ab Outdated technology ke developer ki kismat mein toyehilikha hai mausi..
Mausi : kya kaha ladka Outdated technology mein kaam karatahai..!!!
Mausi : Kaunse college se padhai ki hai..?
Jay : Uska pataa lagte hi hum aapko khabar kar de denge!!
Jay : To main rishta pakka samjhuna mausi???
Mausi : Beta, kan khol kar sun le...Sagi mausi hoon basanti ki koisauteli maa nahi Bhale hi hamaari Basanti Call Center wale Chandu se shaadi kar le par SATYAM ke employee se katai nahin karegi Shaadi!!!


